Kuch khoya hoon :)




Aajkal mai kuch khoya sa lagta hoon ,
  Din bhar kuch sochta rehta hoon phir bhool jata hoon,
Kuch ajeeb khayal mujhe pareshan karte hain ,
Kuch hara sa lagta hoon ,
Aajkal mai kuch khoya sa lagta hoon.






Comments

Popular posts from this blog

How to think positive